Byaj
Calculator 2 Prakar Ka Hota Hai. 1- Sadharan
Byaj Calculator Aor. 2- Charkvridhi Byaj Calculator. Waise Byaj Calculator Se Matlab Sadharn Byaj Se Hota Hai. Aor
Yadi Aap Charkvridhi Byaj Calculator Ka Upyog Karna Chahte Hain To Aise Byaj
Calculator Ke Hamne Is Calculator Dosre Post Me Diya Hua Jise Aap Neeche Ki
Link Se Seedhe Ja Sakte Hain.
Agar Aap
Byaj Calculator Me Emi Calculator Ka Upyog Karna Chahte Hai To Aap Yahan Neeche
Di Hui Link Ko Open Karke Kar Sakte Hain.
साधारण ब्याज कैलकुलेटर में प्रयोग होने वाले मुख्य बिंदु-
ब्याज (Interest):- ब्याज वह धन है जब हम कभी किसी दुसरे व्यक्ति या बैंक सें पैसा उधार लेते है तो उस धन के उपयोग करनें पर हमें उस व्यक्ति अथवा बैंक को एक अतिरिक्त राशि देनी पड़ती है जोकि ब्याज कहलाता है।
(Simple Interest):- साधारण ब्याज वह ब्याज है जो किसी मूलधन पर एक निश्चित दर से एक निश्चित समय के लिए लगाया जाता है ।
सूत्र
साधारण ब्याज , साधारण ब्याज कैलकुलेटर में निम्नलिखित सूत्र का प्रयोग करके निकाला गया है
साधारण ब्याज=(मूलधन x दर x समय)/100
मूलधन (Principal):- वह धन जो किसी व्यक्ति को उधार या उसे कर्ज के लिए दिया जाता है
मिश्रधन (Amount):- मिश्रधन, मूलधन और ब्याज का योगफल होता है।
दर (Rate):- जिस दर/हिसाब से
सालाना ब्याज मिलता है उसे ब्याज की दर कहते है
समय (Time):- वह समय
जितने दिन के लिए धन उधार लिया जाता है उसे ब्याज का समय कहलता है।
Neeche Diye
Gaye Application Men Byaj Calculator Ke Liye, Pehle Text Box Jo Mooldhan Ko
Darsha Raha Hai Usmen Apni Ammount Dalen . Uske Baad Jo Dar Aor Samay Hai Usko
Dalkar Calculate Button Ko Press Karen . Calculator Ka Button Press Karte Hi Apka Bya
Calculate Ho Kar Neeche Ajaye Ga. Ye Kewal Byaj Hoga Isme Mooldhan Shamil Nahi
Hai .
Simple Interest Calculator
मूलधन (Principal/Ammount):दर (Rate):
समय (No. of Years):
Mukhy Bindu
Byaaj: - Byaaj
Vah Dhan Hai Jab Ham Kisi Vyakti Ya Bank
Se Paisa Udhaar Lete Hain, Lekin Us Dhan Ka Upayog Karte Hue, Hamen Us Vyakti
Ya Bank Ko Atirikt Raashi Ka Bhugataan Karana Padta Hai Jise Byaaj Kaha Jaata
Hai.
Saadhaaran
Byaaj: -
Saadhaaran Byaaj Vah Byaaj Hai Jo Mooladhan Par Ek Nishchit Dar Par Ek Nishchit
Samay Ke Liye Lagaaya Jaata Hai.
Sootr
Saadhaaran
Byaaj Ki Ganana Saadhaaran Byaaj Calculator men Nimn Sootr Ka Upayog Karke Ki Gayi
Hai
Saadhaaran
Byaaj = (Mool X Dar X Samay) / 100
Principal: - Vah Paisa Jo Kisi Vyakti Se Udhaar Liya Jaata
Hai Ya Karj Ke Lie Diya Jaata Hai
Raashi: - Yah Mooladhan Aur Byaaj Ka Yog Hai.
Dar: - Jis
Dar Par Salana Byaaj Diya Jaata Hai Use Byaaj Ki Dar Kaha Jata Hai
Samay: - Jis
Samay Ke Lie Paisa Udhaar Liya Jaata Hai Use Byaaj Ka Samay Kaha Jaata Hai.
Important
Points to Calculate Simple Interest In Simple Interest Calculator
Simple
interest calculator
Interest: - Interest is the money when we borrow money
from any other person or bank, but using that money, we have to pay an
additional amount to that person or bank which is called interest.
Simple
Interest:
- Simple interest is the interest that
is levied on a principal for a fixed time at a fixed rate.
Formula-
Simple
interest is calculated using the following formula in Simple interest
Calculator
Simple
Interest = (Principal x Rate x Time) / 100
Principal: - Money that is borrowed from a person or given
for debt
Amount: - It is sum of principal and interest.
Rate: - The rate at which interest is paid annually
is called the rate of interest
Time: - The amount of time for which the money is
borrowed is called the time of interest.
Ummeed Hai
Ki Yaha Par Diya Gaya Byaj Calculator Se Apko Byaj Calculate Karne Men Asani
Hogi. Agar Apko Is Byaj Calculator Ka Upyog Karne Men Koi Problem Ho Rahi Hai
Ya Is Byaj Calculator Se Sambandhit Koi Prashn Hai To Aap Hamen Neeche Comment
Me Likh Kar Awashy Batayen. Ham Apke Is Byaj Calculator Se Sambhandhit Sabhi
Prashnon Ka Uttar Dene Ki Poori Koshish Karoonga
0 Comments:
Post a Comment